Monday, April 18, 2011

ZinDaGiiiii


zindagi ki parchayian
kabhi chuti hai.kabhi fisalti hai..
kabhi hasati haii kabhi rulati hai...
auro ko dekhar samahal kar..
chalna batati haiiiiiii....

jao na kisi modd par fisalne ka darr ho...
leharo aur hawao ko jhelne ka darr ho...
jilo aaj  khulke bas yahi sikhlati hai..
zindagi ki parchiyann yahi....
humko batati  hai.....


raasto par laakh pathar hi sahi...
hausla buland rakhna hai........
     
bas haath na ye chute.......
humko tumhare aur tumko hamare....
pass bulati hai.....

bas
yahi
zindagi ki parchiyan humko
batati hai ........

No comments:

Post a Comment